Chiko kay faeday
Chiko ka shumar vitamins sey bharpoor fruit mein hota hai. is kay faidon mein chand aik ye hain.
Vitamin A kasrat sey hone ki waja sey chikoo aap ki beenai ko behtar banane mein madad deti hain.
Is kay istemal mukhtalif kisam ke sartaan sey bhi mehfooz rakhta hai. Ye behtreen chikoo benefits mein shamil hai.
Is kay istemal sey aap ke medey ko aram pohnchta. Kiyon ke aik zudhazam ghiza hai.
Calcium aur Phosphorus ki wafir miqdar ki waja se hadiyon ko bhi mazbooti faraham karta hai.
Is ka istemal constipation ko door karta hai.
Ye apke gurday ko mukhtalif beemariyon sey bhi door rakhta hai.