Baalon ko safaid rakhne kay liye hum kahi cheezon ka istemaal kartein hai lekin aksaar in ka asaar ulta ho jata hai. Baazari chemicals kay istemaal se aur bhi jald safaid honay lag jatein hai. Isliye ajj hum apko baal safaid karne ka asaan tareeka bataye gae. Apko yeh tael bana'ne kay liye in cheezon ki zaroorat hogi:
Ajzah:
Anday ka tael - 30 milligram
Kolanji ka tail - 30 milligram
Nariyal ka tael - 120 milligram
Castor Oil - 120 milligram
Sahil nibatati roghan - 120 milligram
Kalasurma sabit daali wala - Adha toola
Hansraj booti - 5 gram
Tareeka: In sab cheezon ko mil kar aik din lay liye ghar mein rakh dein. Doosaray din se ap isko lagana shuru kar dein. Isko istemaal karne se apke baal safaid hona ruk jaye gae.
Tags:
خواتین کارنر