امیزون دنیا کا سب سے بڑا جنگل - Amazon Jungle Information - Amazon Forest

Dunya Ka Subse Bada Jungle - Amazon Jungle - Amazon Forest - Information - Urdu Hindi
Amazon-forest-jungle-urdu-hindi
ایمزون کا جنگل دنیا کے 9 ممالک تک پھیلا ہوا ہے، جس میں سرفہرست برازیل ہے۔
اس کا کل رقبہ 55 لاکھ مربع کلومیٹر پر محیط ہے، جبکہ پاکستان کا رقبہ 7 لاکھ 95 ہزار مربع کلومیٹر ہے.
یہ جنگل ساڑھے پانچ کروڑ سال پرانا ہے
ایمزون ایک یونانی لفظ ہے جسکا مطلب لڑاکو عورت ہے
زمین کی 20 فیصد آکسیجن صرف ایمزون کے درخت اور پودے پیدا کرتے ہیں
دنیا کے 40 فیصد جانور ، چرند، پرند، حشرات الارض ایمزون میں پائے جاتے ہیں
یہاں 400 سے زائد جنگلی قبائل آباد ہیں، انکی آبادی کا تخمینہ 45 لاکھ کے قریب بتایا گیا ہے۔ یہ لوگ اکیسیوں صدی میں بھی جنگلی سٹائل میں زندگی گذاررہے ہیں
اسکے کچھ علاقے اتنے گھنے ہیں کہ وہاں سورج کی روشنی نہیں پہنچ سکتی اور دن میں بھی رات کا سماں ہوتا ہے
یہاں ایسے زیریلے حشرات الارض بھی پائے جاتے ہیں کہ اگر کسی انسان کو کاٹ لیں تو وہ چند سیکنڈ میں مرجائے
ایمزون کا دریا پانی کے حساب سے دنیا کا سب سے بڑا دریا ہے, اسکی لمبائ 7ہزار کلومیٹر ہے،
دریائے ایمزون میں مچھلیوں کی 30 ہزار اقسام پائ جاتی ہیں
ایمزون کے جنگلات میں 60 فیصد جاندار ایسے ہیں جو ابھی تک بے نام ہیں
یہاں کی مکڑیاں اتنی بڑی اور طاقتور ہوتی ہیں کہ پرندوں تک کو دبوچ لیتی ہیں
یہاں پھلوں کی 30 ہزار اقسام پائ جاتی ہیں
مہم جو اور ماہر حیاتیات ابھی تک اس جنگل کے محض 10 فیصد حصے تک ہی جاسکے ہیں
اگر آپ ایمزون کے گھنے جنگلات میں ہوں اور موسلا دھار بارش شرع ہوجائے تو تقریبا 12 منٹ تک آپ تک بارش کا پانی نہیں پہنچے گا

Dunya Ka Subse Bada Jungle - Amazon Jungle - Amazon Forest - Information - Urdu - Hindi - Maloomat

Amazon ka jungle duniya ke 9 mumalik taq phela huwa hai, jis mein sare fehrist brazil hai .
is ka kul Raqba 55 laakh murabba kilometer par muheet hai, jabkay Pakistan ka Raqba 7 laakh 96 hazaar murabba hai amazon aik yonani lafz hai jiska matlab larako aurat hai
zameen ki 20 feesad oxygen sirf amazon ke darakht aur pouday peda karte hain
duniya ke 40 feesad janwar, charind, parind, hashrat al arz amazon mein paye jatay hain
yahan 400 se zayed jungli qabail abad hain, unki abadi ka takhmeenah 45 laakh ke qareeb bataya gaya hai. yeh log ikeesween sadi mein bhi jungli stayl mein zindagi guzaar rahy hain
uskay kuch ilaqay itnay ghany hain ke wahan Sooraj ki roshni nahi poanch sakti aur din mein bhi raat ka samaa hota hai
yahan aisay zehreely hashrat al arz bhi paye jatay hain ke agar kisi ensaan ko kaat len to woh chand second mein marjaye
amazon ka darya pani ke hisaab se duniya ka sab se bara darya hai, uski lambai 7 hazaar kilometer hai ,
dareaye amazon mein machhliyon ki 30 hazaar aqsam pai jati hain
amazon ke janglaat mein 60 feesad jandaar aisay hain jo abhi taq be naam hain
yahan ki makrian itni barri aur taaqatwar hoti hain ke parindon taq ko daboch layte hain
yahan phalon ki 30 hazaar aqsam pai jati hain
muhim jo aur maahir hayaatiyaat abhi taq is jungle ke mehez 10 feesad hissay taq hi jasakay hain
agar aap amazon ke ghany janglaat mean hon aur mosla dhaar barish shara hojaye to taqreeban 12 minute taq aap taq barish ka pani nahi puhanche ga

mazeed posts ke liye yahan click karein
Previous Post Next Post