Bewafa Poetry - Bewafa Shayari - 4 Line Poetry
Hum khud hi laye the mausam tanhai ka,
Wo to milo dur the humse,
Hum hi picha karte rahe unki parchai ka
.
Here is another 70+ Bewafa 4 Line Poetry Collection
Click Here
Lakin Pehly Yahan Per 100+ Poetry Collection Parh Lein
.
Humne jise dil-o-jaan se jise chaha,
Us bewafa ne kisi aur ko chaha,
Pata nahi hum kyu unke liye fariyad karte hai,
Jo pyar ke bahane hume barbad karte hai…
.
.
Dil ka dard tum samajh na sake,
Humare dil ko yaaad kar na sake,
Koi aur ho to baat samajh sakenge,
Varna sakun dil ko dila na sakenge!
.
.
Intezar ki aarzu ab kho gayi hai,
Khamoshiyo ki aadat ho gayi hai,
Na shikwa raha na shikayat kisi se,
Agar hai to ek mohabbat,
jo in tanhayion se ho gayi hai..!
.
.
Dard dil ka ab saha nahi jata,
Bin tere ab raha nahi jata,
Log kehte hain “ BEWAFA ” tujhko,
Mujhse ye bhi kaha nahi jata...
.
.
Sirf Ek Hi Baat Seekhi,
In Husn Waalon Se Hum Ne,
Haseen Jis Ki Jitni Ada Hai,
Wo Utna Hi Bewafa Hai..!!!
.
.
Us bewafa ne mujhe barbaad hi kar dala,
mujhko zindagi se aazaad hi kar dala,
bohot si tammannae jodi thi jinse,
saari tammanaaon ka katal hi kar dala...
.
.
Pathar K Aage Sar Na Jhukana,
Ke Wo Devta Ho Jaye,
Kisi Se Itni Mohabat Na Karna,
Ke Wo Bewafa Ho Jaye
.
.
Be khabar ho gaye hai kuch log humse,
jo hamari zarurat ko mehsoos nahi karte
kabhi bhot baaten kiya krte the hum se,
ab kheriyat tak maloom nahi karte..
.
.
Phir kahin door se ik baar sada do mujko,
Meri tanhai ka ehsaas dila do mujko,
Tum to chand ho tumhe meri zaroorat kiya hai,
Main diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko
.
.
Mana ki pyar ki daulat roz lutai nahi jati...
Jo dil me basa he uski yaade bhulayi nahi jati...
Us bewafa se ab kesi dildari,
jiske gham me yeh zindagi bitayi nahi jati...
.
.
Zindagi to hum bhi jee rahe thay,
Taqdeer humari kharab nikli...
Tajmahal hum bhi bana sakte thay,
Mumtaz humari bewafa nikli...
.
.
Ada Unki thi or diwane hum bane,
Wafa wo na kar sake or bewafa hum bane, Yu to hazaro they bheed me,
Shukria unka Jo unki nazron ka nishana hum bane...
.
.Here is another 70+ Bewafa 4 Line Poetry Collection
Click Here
Lakin Pehly Yahan Per 100+ Poetry Collection Parh Lein
Bhulne k tujhe najaane kitne waade karte hai, Kaise bhulaun tujhe ye sochkar tujhe yaad karte hai,
Jab bhi hota hai zikr jamaane me pyar aur wafa ka,
To tumhe bewafa k bahaane yaad karte hai!
.
.
Bewafai Ki Ye Inteha Ho Gayi,
Tujhse Juda Ho Kar Bhi Jeeney Ki Aadat Ho Gayi,
Tum Laut Ke aaoge Hum Se Milne,
Roz Dil Ko Behlane Ki Aadat Ho Gayi...
.
.
Mujhe kisi ne bewafa ka naam diya,
Saathi ne jaise zeher ka jaam diya,
Jo kabhi kaha karte they,
bhula mat dena,
Unhone hi bhool jaane ka paigaam de diya...
.
.
Aag Dil Me Lagi Jab wo khafa hue,
Mehsoos hua Tab Jab wo Juda hue,
Karke wafa Kuchh DE Na Sake wo,
Par Bahut Kuchh De Gaye Jab wo Bewafa hue...
.
.
Ae bewafa jab se tune kaha ke humare beech bas dosti hai…
Us din Saans jaati rahi alfaaz tham se gaye,
tu to dil tod k aaram se soti rahi,
ek barish he thi jo mere saath raat bhar roti rahi…
.
.
Jab koi apna kisi apno se rooth jayega,
Sheesha ho ya dil ho toot jayega,
Meri maut ki wajah ka jikra karna na kabhi tum,
Wafa ke naam se logon ka bharosa uth jayega...
.
.
Kisi aur ki bahon mein rehkar woh Humse wafa ki baat karte hai...
Yeh kaisi chahat hai yaro,
woh bewafa hai yeh jaan kar bhi...
Hum ussi se bepanah pyar karte hai …
.
.
Jane kya soch ke lehrein sahil se takrati hain,
Aur phir se laut jati hain...
Samaj nahi ata ke woh kinaro se bewafai karti hain,
Ya phir laut ke samandar se wafa nibhati hain…
.
.
Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe,
Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe,
Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila,
Kyunki Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe…
.
.
Hum phool nahi per mehekna jante hain,
Bin roye gam ko bhulana jante hain,
Log khush hote hain humse,
kyunki bina mile hi hum rishtey nibhana jante hain…
.
.
Pathar ki hai duniya Jajbaat nahi samajhti,
Dil me kya hai vo baat nahi samajhti,
Tanha to Chand bhi hai sitaron ke beech,
par chand ka dard vo raat nahi samajhti…
.
.
Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai
Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai...
Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le...
Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai…
.
.
Mana ki pyar ki daulat roz lutai nahi jati...
Jo dil me basa he uski yaade bhulayi nahi jati...
Us bewafa se ab kesi dildari,
jiske gham me yeh zindagi bitayi nahi jati...
.
.
Dil ki baaton ka matlab na poocho...
Kuch tadpe hai iss tarah humse na poocho...
Unn purane yaadon ko dil mein dafn kar liya humne...
Meri parchai se aab unke yaaden judee hai humse na poocho…
.
.
Kya gham hai kya khushi malum nahi,
apna hai ki ajnabi malum nahi,
jiske bina ek pal nahi guzarta,
kaise guzregi ye zindagi malum nahi…
.
.
Din Beet Jate Hain Suhani Yaadein Banker, Bate Rah Jati Hain Kahani Bankar,
Par Pyar To Hamesha Dil Ke Karib Rahega,
Kabhi Muskaan To Kabhi Ankhon Mein Pani Bankar…
.
.
Palko ke kinare humne bhigoye hi nahi,
woh sochte hai hum roye hi nahi,
woh puchte hai khwabon me kise dekhte ho,
hum hai ki ek umr se soye hi nahi…
.
.Here is another 70+ Bewafa 4 Line Poetry Collection
Click Here
Lakin Pehly Yahan Per 100+ Poetry Collection Parh Lein
Jaane kyu log hame aajmate hai,
Kuch pal sath rahne ke baad dur chale jate hai,
Sach hi kahte hai log ki sagar ke milne ke baad,
Log barish ko bhul jate hai…
.
.
Hotho ki baat ye aansu kahte hai...
chup rahte hai phir bhi bahte hai...
in aansuo ki kismat to dekhiye...
ye unke liye bahte hai jo dil me rahte hai...
.
.
Rone ki saza na rulane ki saza hai,
Ye dard mohabat ko nibhane ki saza hai,
Haste hai to aankhon Se nikal aate hai aansu,
Ye us shaks se dil lagane ki saza hai…
.
.
Kisi Se Bewafai Itni Bhi Na Karo Ki,
Unhe Pyar Par Naaz Karne Ka Mauqa Bhi Na Mile...
Kisi Ka Dil Itna Bhi Na Todo Ki,
Fariyaad Karne Ka Ek Tukda Bhi Na Mile…
.
.
Mujhe kisi ne bewafa ka naam diya,
Saathi ne jaise zeher ka jaam diya,
Jo kabhi kaha karte they, bhula mat dena,
Unhone hi bhool jaane ka paigaam de diya...
.
.
Dil Ke Khareed Daar Toh Hazaar Mil Jayenge,
Dhokha Dene Wale Aapko Hazaar Mil Jayenge,
Hum Jaisa Dost Na Mil Payega Aapko,
Bewafa Yaar Toh Beshumaar Mil Jayenge…
.
.
Dil Ke Sagar Me Lehre Uthaya Na Karo,
Khwab Bankar Neend Churaya Na Karo,
Bahot Chot Lagti Hai Mere Dil Ko,
Tum Khwabo Mein Aa Kar Yu Tadpaya Na Karo…
.
.
Hamse Kare Woh Pyar,
Izhaar Kisi Aur Se Kare,
Khuda Kare Jis Se Kare Woh Izhaar,
Woh Bhi Pyar Kise Aur Se Kare…
.
.
Tum Kya Jano Kya Hai Tanhai,
Is Tute Hue Patte Se Pucho Kya Hai Judai,
Yu Bewafa Ka Ilzam Na De Zalim,
Is Waqt Se Puch Kis Waqt Teri Yaad Na Aayi…
.
.
Jaane kyu log hame aajmate hai,
kuch pal sath rahne ke baad dur chale jate hai,
sach hi kahte hai log ki sagar ke milne ke baad,
log barish ko bhul jate hai…
.
.
Maut mangte he to zindagi khafa ho jati hai,
Zeher lete he to wo bhi dawa ho jati hai,
Tu hi bata aye dost kya karun...
jisko bhi chahte he to wo bewafa ho jati hai!!!
.
.
Duniya me koi kisi ke liye kuch nahi karta,
Marne wale ke saath har koi nahi marta,
Are Marne ki baat to door rahi,
Yaha to zindagi hai phir bhi koi yaad nahi karta…
.
.
Sab Honge Yaha Magar Hum Na Honge,
Humare Na Hone Se Log Kam Na Honge, Aise To Bahut Milenge Pyar Karne Wale,
Hum Jaise Bhi Milenge Magar Wo Hum Na Honge…
.
.
Uske Bina Ek Pal Bhi Guzara Nahin,
Kisi Aur Ko Humne Dil Mein Utara Nahin,
Rukna Kyat Ha Hum Toh Saans Bhi Rok Lete,
Par Tumne Dil Se Kabhi Pukara Nahin!!!
.
.
Kitna ikhtiyar tha use apni chahat par,
Jab chaha yaad kiya jab chaha bhula diya,
Bahut achche se janta hai wo mujhe behlane k tareeke,
Jab chaha hasa diya, jab chaha rula diya…
.
.Here is another 70+ Bewafa 4 Line Poetry Collection
Click Here
Lakin Pehly Yahan Per 100+ Poetry Collection Parh Lein
Humare aansu wo jaan na sake,
Mohobbat ki kahani wo maan na sake,
Kaha tha unhone marne k baad b yaad karenge,
Jeete jee to wo yaad kar na sake...
.
.
Kabhi Na Aaye Mere SaathChalke...
Hamesha Gaye Muje Barbaad Karke...
Agar Kabhi Aa Jao Meri Mayaat Pe...
To Keh Dena Abhi Soya Hain Tuje Yaad Karke…
.
.
Log puchte hain kyu surkh hain tumhari aankhein,
Hans ke keh deti hoon raat ko so na saki,
Laakh chahoon bhi magar ye keh na sakoon,
Raat ko rone ki hasrat thi magar ro na saki...
.
.
Mohabbat Ke Sapney Wo Dikhaatay Bahut Hain...
Raaton Main Wo Hum Ko Jagaatay Bahut Hain...
Main Aankhon Main Kaajal Lagaaun To Kaise...
In Aankho Ko Log Rulaatay Bahut Hain!!!
.
.
Kab Howi pyar ki Barsat Mujhe Yaad Nahi,
Khof mein doobi mulaqat Mujhe Yaad Nahi,
Mai to Madhosh tha kuch itna Uski Chahat Mein,
Us Ne Kab Chorr Diya Sath Mujhe Yaad Nahi...
.
.
Humein Aansu Se Zakhmo Ko Dhona Nahi Aata,
Milti Hai Khushi To Use Khona Nahi Aata,
Seh Lete Hai Har Ghum Hans Ke,
Log Kehte Hai Humein Rona Nahi Aata…
.
.
Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hai,
Unke khaton ko pani mein bahakar aaye hai,
Koi nikal kar paadh na le unhe,
Isliye pani mein bhi aag lagake aaye hai…
.
.
Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe,
Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe,
Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila ,
Kyunki Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe…
.
.
Na milta gam to barbaadi ke afasaane kaha jaate,
Duniya agar hoti chaman to wiraane kaha jaate,
Chalo acha hua apno me koi gair to nikla,
Sabhi agar hote apne to begane kaha jaate…
.
.
Mat Puchho Mere Dil Ka Haal,
Aapke Dil Bhi Bikhar Jayenge,
Is Liye Nahi Sunate Apne Dil Ka Dard Kisi Ko,
Ye Sunke To Tanhai Ke Bhi Aansu Nikal Aayenge…
.
.
Dil ki aawaj se nagmein badal jate hai,
Saath na de to apne badal jate hai,
Palke bhi jara samhal ke jhapkana kyunki,
Palke jhapkane se sapne badal jate hai…
.
.
Who aate to hain magar tan se nahi,
who bhethe to hain magar man se nahi,
kaun kehta hai ki who pyaar nahi karte,
karte to hain magar humse nahi…
.
.
Tujhse dosti karne ka hisab na aya,
Mere kisi bhi sawal ka jawab na aya,
Hum to jagte rahe tere hi khayalo me,
Aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya...
.
.
Sapna ek lekin mushkile hazar hai,
Tanhayi aur gum to mere bachpan ke yaar hai,
Ab to yeh dil maut ke liye bhi taiyaar hai,
kyunki is zindagi me hume sirf bewafao se pyaar hai…
.
.
Hum Bhi Kabhi Muskuraya Karte The…
Ujale Me Bhi Shor Machaya Karte The…
Usi Diye Ne Jala Diya Mere Hatho Ko...
Jis Diye Ko Hum Hawa se Bachaya Karte The…
.
.
Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya,
Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala Paya,
Dhoonte Rahe Is Duniya Main Humsafar, Kisi Ko Dhoke Baaz,
Kisi Ko Bewafa Hi Paya…
.
.
Jee lete hain Koi humein agar kahe bura,
dua dekar usse honton ko hum see lete hain...
Dard ho chahe kaisa, zehar yeh chupke se hum pee lete hain…
.
.
Unki gali se jab mera janazza nikla,
Wo na nikle jinke liye mera janaja nikla,
Unka ghar aaya toh mujhe bhul kar,
Mere dost seeti bajane lage,
Rakh kar mera janaza kambakth use...
.
.
Do kadam to sab chal lete hai,
zindagi bhar ka saath koi nahi nibhata,
agar ro kar bhulai jati yaade,
to has kar koi gam na chupata...
.
.Here is another 70+ Bewafa 4 Line Poetry Collection
Click Here
Lakin Pehly Yahan Per 100+ Poetry Collection Parh Lein
Din Me Deepak Jalane Se Kya Hoga,
Raakh Me Aag Lagane Se Kya Hoga,
Jab Aapko Aati Hi Nahi Hamari Yaad,
Toh Phir Yaad Dilane Se Kya Hoga
.
.
Armaano ki ginti to mujhe nahi aati,
Par dil ka ek khayal apse kah du,
Agar pani ki har 1 boond pyar ban jaye,
To tohfe me apko saara samander de du…
.
.
Tumhari Duniya Se Chale Jane Ke Baad Hum Tumhe,
Har Ek Tare Me Nazar Aaya Karenge,
Tum Har Pal Koi Dua Mang Lena,
Aur Hum Har Baar Toot Jaya Karenge…
.
.
Sochta hun sagar ki lahero ko dekh kar,
Kyu yeh kinaray se takra ker palat jaten hain,
Karte hain ye sager say bewafa,
Ya phir sagar se wafa nibhaten hain…
.
.
Mohabbat Ke Sapney Wo Dikhaatay Bahut Hain...
Raaton Main Wo Hum Ko Jagaatay Bahut Hain...
Main Aankhon Main Kaajal Lagaaun To Kaise...
In Aankho Ko Log Rulaatay Bahut Hain!!!
.
.
Kab Howi pyar ki Barsat Mujhe Yaad Nahi,
Khof mein doobi mulaqat Mujhe Yaad Nahi,
Mai to Madhosh tha kuch itna Uski Chahat Mein,
Us Ne Kab Chorr Diya Sath Mujhe Yaad Nahi...
.
.
Humein Aansu Se Zakhmo Ko Dhona Nahi Aata,
Milti Hai Khushi To Use Khona Nahi Aata, Seh Lete Hai Har Ghum Hans Ke,
Log Kehte Hai Humein Rona Nahi Aata…
.
.
Aaj hum unhe bewafa bata kar aaye hai,
Unke khaton ko pani mein bahakar aaye hai,
Koi nikal kar paadh na le unhe,
Isliye pani mein bhi aag lagake aaye hai…
.
.
Woh To Apne Dard Ro Ro Ke Sunate Rahe,
Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe,
Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila,
Kyunki Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe…
.
.
Na milta gam to barbaadi ke afasaane kaha jaate,
Duniya agar hoti chaman to wiraane kaha jaate,
Chalo acha hua apno me koi gair to nikla,
Sabhi agar hote apne to begane kaha jaate…
.
.
Mat Puchho Mere Dil Ka Haal,
Aapke Dil Bhi Bikhar Jayenge,
Is Liye Nahi Sunate Apne Dil Ka Dard Kisi Ko,
Ye Sunke To Tanhai Ke Bhi Aansu Nikal Aayenge…
.
.
Dil ki aawaj se nagmein badal jate hai,
Saath na de to apne badal jate hai,
Palke bhi jara samhal ke jhapkana kyunki,
Palke jhapkane se sapne badal jate hai…
.
.
Who aate to hain magar tan se nahi,
who bhethe to hain magar man se nahi,
kaun kehta hai ki who pyaar nahi karte,
karte to hain magar humse nahi…
.
.
Tujhse dosti karne ka hisab na aya,
Mere kisi bhi sawal ka jawab na aya,
Hum to jagte rahe tere hi khayalo me,
Aur tujhe so kar bhi hamara khawab na aya...
.
.
Sapna ek lekin mushkile hazar hai,
Tanhayi aur gum to mere bachpan ke yaar hai,
Ab to yeh dil maut ke liye bhi taiyaar hai,
kyunki is zindagi me hume sirf bewafao se pyaar hai…
.
.Here is another 70+ Bewafa 4 Line Poetry Collection
Click Here
Lakin Pehly Yahan Per 100+ Poetry Collection Parh Lein
Hum Bhi Kabhi Muskuraya Karte The…
Ujale Me Bhi Shor Machaya Karte The…
Usi Diye Ne Jala Diya Mere Hatho Ko...
Jis Diye Ko Hum Hawa se Bachaya Karte The…
.
.
Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya,
Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala Paya,
Dhoonte Rahe Is Duniya Main Humsafar,
Kisi Ko Dhoke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi Paya…
.
.
Jee lete hain Koi humein agar kahe bura,
dua dekar usse honton ko hum see lete hain...
Dard ho chahe kaisa,
zehar yeh chupke se hum pee lete hain…
.
.
Do kadam to sab chal lete hai,
zindagi bhar ka saath koi nahi nibhata,
agar ro kar bhulai jati yaade,
to has kar koi gam na chupata...
.
.
Din Me Deepak Jalane Se Kya Hoga,
Raakh Me Aag Lagane Se Kya Hoga,
Jab Aapko Aati Hi Nahi Hamari Yaad,
Toh Phir Yaad Dilane Se Kya Hoga?
.
.
Armaano ki ginti to mujhe nahi aati,
Par dil ka ek khayal apse kah du,
Agar pani ki har 1 boond pyar ban jaye,
To tohfe me apko saara samander de du…
.
.
Tumhari Duniya Se Chale Jane Ke Baad Hum Tumhe,
Har Ek Tare Me Nazar Aaya Karenge,
Tum Har Pal Koi Dua Mang Lena,
Aur Hum Har Baar Toot Jaya Karenge…
.
.
Sochta hun sagar ki lahero ko dekh kar,
Kyu yeh kinaray se takra ker palat jaten hain,
Karte hain ye sager say bewafa,
Ya phir sagar se wafa nibhaten hain…
.
.
Aankhen khuli to nazara Ajeeb tha...
DARD tha magar koi Dil ke kareeb tha...
Jise dhundte rahe hum apne haatho ki lakeero main...
Pata chala WO kisi aur ka naseeb tha...
.
.
Bhul Ke Mujhko Agar Tum Ho Salamat...
To Bhul Ke Tujhko Sambhalna Mujhe Bhi Aata Hai...
Nahi Hai Meri Fitrat Main Yeh Aadat...
WARNA Teri Tarha Badalna Mujhe Bhi Aata Hai...
.
.
Khayal me aata hai jab us ka chehra,
To labon pe aksar faryaad aati hai,
Hum bhool jate hai us k sare sitam,
Jab us ki thodi si mohabbat yaad aati hai...
.
.
Phoolon ke aanchal main kuch kami si hai,
Teri aankho main kuch nami si hai,
Meri mohabbat ko thukra kar jane vale ye to bata de...
Ki meri mohabbat main kya kami si hai...
.
.
Farz tha jo mera nibha diya maine,
Usne jo manga vo sab diya maine,
Wo sunke gairon ki batein bewafa ho gaya,
Samajh k khwab usko akhir bhula diya maine...
.
.
Pyar ki in raho mein...
Dhokha humne khaya hai...
Par kya kare kambakht dil fir...
Uski yado se bhar aaya hai...
.
.
Bewafa hai dunia kisi ka aitbaar na karo,
Har pal dete hai dhoka kisi se pyar na karo,
Mit jao beshaq tanha ji kar,
Par kisi ke sath ka intzaar na karo...
.
.
Pyaar Karna Tumne Sikhaya,
Pyaar Pe Yakeen Karna Tumne Sikhaya,
Sapne Sajana Tumne Sikhaya,
Bas Tumhare Bina Jeena Nahi Sikhaya…
.
.
Mujhe Malum Hai, Wo Ladki Bewafa Thi,
Magar Mujhe Kisi Ko Bewfaa,
Kehna Accha Nahi Lagta...
.
.
Uske Chale Jaane Ke Baad,
Hum Mohabbat Nahi Karte Kisi Se,
Ek Choti Si Zindagi Hai,
Kis-Kis Ko Aazmate Rahenge...
.
.
Mohabbat Ki Baat Mat Karo,
Mujhe Accha Nahi Lagta...
Ab Kisi Ki Mohabbat Par Aitbaar Karna,
Mujhe Accha Nahi Lagta...
.
.
Jao azaad kiya humne...
Tumhein apni Mohabbat se,
Kare jo humse behtar Qadar tere Dil ki...
Usi ko apna Humsafar rakhna...
.
.
Unhe Nafrat Thi Hamse To Izhaar Kyu Kiya,
Dena Hi Tha Zeher To Phir Pyar Kyu Kiya,
De Kar Zeher Kehte Hai Peena Hoga,
Aur Jab Pee Liya To Kehte Hai Jeena Hoga.
.
.Here is another 70+ Bewafa 4 Line Poetry Collection
Click Here
Lakin Pehly Yahan Per 100+ Poetry Collection Parh Lein
Wafa Ka Jaam Har Koi Pee Nahi Sakta,
Dard Lekar Zamane Me Yu Jee Nahi Sakta,
Kya Kare Unse Shikayat Zamane Walo,
Chak Chaman Ko Koi Yu Bhi Sii Nahi Sakta.
.
.
Sare Armaan Mere Aansuo Mein Beh Gaye,
Dil Ke Armaan Sabhi Iss Dil Mein Reh Gaye,
Kaam Aayi N Mere Wafadariya Bhi.
Jin se ki mohabbat wo bewafa ho gye
Tags:
Poetry